google photo app kya hai or गूगल फोटो क्या है
aaj kal hum kayi choote bade kaam ke liye google ka use karte hai. eska saabe bada karan ye hai ki google duniya ka sabse bada search Engine hai. jis par lagbhag sabhi vishayon par jankar mil jati hai. google kewal ek search engine hi nahi hai balki yah internet ka bahut bada platform hai jo ki apne user ko dero free subidha deta hai. jiske bare mein log nahi jan pate hai , nahi sahi se use nahi kar pate hai . to aaj hum google ke ek free service google photo app ke bare mein janege, ise kaise use kare poori jankari. Adityainfozone ke ek aur post mein aap ka swagat hai chaliye suru karte hai.![]() |
google photo app |
Google photo kya hai?
Google photo google ka product hai jo ki bilkul free hai. ismein aap pana photo upload kar sate hai. aur ise gallery ki trha use kar kate hai. google photo ki madad se aap apne photo ko kayi salo tak surkshit rakh sakte hai. yadi aap ka phone kabhi toot jaye ya khojaye to aap ki favorite photo ya video aap hamesa ke liye kho sate hai. aise mein yadi aap apne photo ko google photo mein save kar ke rakhte hai to aap use kahi se bhi access kar payenge apne email id aur password ka use kar ke. aur agar aap ka phone kabhi kharab bhi ho jaye to aap ki photo safe rahegi.
Google photo app ke kya fayade hai –
1 ismein mein aap apne
photo ko upload kar ke rakh sakte hai.
2 aur yadi phone ki memori full ho rahi hai . to aise mein
google photo mein sari photo upload kr de aur phone se delete kr de aur jab
margi google photo mien jake photo dekh sakte hai. aise mein photo phone memori
mien nahi rahegi aur phone mien kafi space free ho jayega.
3. google photo mein aap ki photo salo tak safe rahgi. Aap
ise laptop aur computer pe bhi bahut easily email id aur password se access kar
sakte hai. aur download kar ke use kar sakte hai.
Google mein photo Kaise dale or google photo app mein photo kaise upload kare -
Spte1: google photo aap play store se install kare. Yaha se bhi kar sakte hai.<a>
googlephoto</a>
Step2: install hone ke baa opne kare ur google accunt(yani
Email id or passowd ) se login kar le.
Ise bhi pade: google accout kaise banaye
Step3: login karte hi aap phone ki saari photo niche show
kare ga jo photo google pe upload karna chahte hai use click kar ke open kar
uper top pe upload ke icon pe click kar ke simply upload kr de. Kuch hi second
mein photo google pe upload ho jayega.
![]() |
image upload |
Aur yadi aap gallery mein jake bhi photo ko google photo pe upload
kr payenge uske liye liche diye gaye step follow kare.
Step2: jo photo upload krna hai use select kare.> aur
upper left 3 dot pe click karke share button pe click kare. aur waha whatsaap,
facebook jaise kayi option ke sath google photo bhi show karga uspe click kar
ke upload kr de.
![]() |
photo share on google photo |
![]() |
upload to photo |
Open gallery>select photo>click top 3dot> and click
share button> choose google photo aap and upload.
Final word: dear visitor humne is post mein google photo kya
hai, uske kya fayde hai , aur google mein photo kaise dale ke bare mein achhse
se bataya hai. yadi aap ko kuch na samjh aaya ho to hame comment kare hum aap
ko jaroor reply karnge.
2 टिप्पणियाँ
Nice article full and complete
जवाब देंहटाएंinformation👌
Nice post
जवाब देंहटाएंPlease do not enter any spam link in the comment box.