Mobile mein google account kaise banaye or gmail account kaise balaye
Aditya info zone ke aur new post mein aap ka swagat hai. Dost aaj hum janege ki phone mein google account yani gmail account kaise banaye. Agar aap iske bare mein janna chahte hai to is post to achachhe se padhe.
![]() |
gmail id |
Sabse pahle jaan lete hai ye google account kya hai ?
dost gmail account hi google account hota hai aur gmail ka full form hai google mail ye google ka ek free mail service hai. Ye google company ke dwara 1 april 2004 ko lunch kiya gaya tha. Ismein user ko poore 15gp storage milta hai. Aur attachment ke sath 50mb size tak ki emails receive aur jabki 25mb size tak ki emails send ki sakti hai.
Gmail id ke kya fayade hai ?
Gmail ki madad se hum email send kar sate hai email receive kar sate h. iske alawa gmail id se google ki sabhi aap jaise google map, google drive, youtube, play music, google photo, play sote etc. ko access kar sakte hai. Aur aaj kal jitane bhi game aate hai usmein sign in karne ke liye google account ki jarurat padti hai . iske sath hi aaj kal college mein banko mien job mein aap se email id maga jaa hai. aise mein yadi aap in sabka behtar labh lena chahte hai to aap ke paas ek gmail id hona jaroori hai.
google accunt (gmail id) kaise banaye-
niche puri information step by step di gayi hai with image ji padh ke aap asani se google account bana payenge .
step 1: google sing up link pe click kare.click here
step 2: link pe click karne pe ek open hoga jis fill karna hai.
![]() |
gmail |
- Sabse pahle pana first name fir last name Enter kare
- Username mein koyee unique username enter kare (note username mein latter our number user kare sath mein dot bhi use kar sakte hai. Agar aap ne jo username chose kiya nahi ablaibe hai to niche user name suggetation aayega use chose kar le)
- Password mein minmum 8 character hona chahiye aur latter ,number aur symbols ko mix kar ke banaye.
- Same password ko ek bar fir se enter kare confirm Karen ke liye.
- Eske baad next button pe click kare.
Step 3: fir yaha aap ko mobile no. verification karna hoga.
- Apna phone number enter kare
- Next pe click kare
- Aap ke phone pe google ke traf se ek OTP aayega, 6 digit ka OTP enter kare
- Verify pe click kare
![]() |
google verification code |
- Phone number optional hai chahe to enter kare ya chod de
- Recovery email address optional hai chahe to enter kare ya chod de
- Iske baad apna date of birth(DOB) enter kare
- Genter select kare
- Next pe click kare
google account kaise banaye
Step5: iske baad jo bhi option aaye simply skip kare kea age badh jaye fir google ki privacy and terms ayega simply scroll kar ke I agree button pe click kare
Step6: comple . aap ka google account ban gaya.
Final : humne is post mein google account kaise banaye ke bare mein bataya hai . app ko post achacha laga to apne dost ke sath share kare aur agar aap ko ismein kuchh na samjh mein aaye to hame comment kar sate hai . thank You…
0 टिप्पणियाँ
Please do not enter any spam link in the comment box.